• 转发
  • 反馈

《Mat Aazma Re》歌词


歌曲: Mat Aazma Re

所属专辑:Best Of Me Pritam

歌手: Walking

时长: 04:08

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Mat Aazma Re

Mat Aazma Re (From "Murder 3") - Pritam/KK[00:00:00]

Written by:Sayeed Quadri/Pritam Chakraborty[00:00:11]

Mat aazma re[00:00:22]

Phir se bula re[00:00:25]

Apna bana le hoon beqaraar[00:00:28]

Tujhko hi chaha dil hai ye karta[00:00:33]

Aa betahasa tujhse hi pyaar[00:00:38]

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo[00:00:44]

Khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo[00:00:49]

Chahatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:00:54]

Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:00:59]

Hum zaar zaar rote hain[00:01:27]

Khud se khafa bhi hote hain[00:01:29]

Hum ye pehle kyun na samjhe tum fakht mere[00:01:33]

Dil ka qaraar khote hain[00:01:37]

Kahaan chain se bhi sote hain[00:01:40]

Humne dil me kyun bichhaaye shaq ye gehre[00:01:43]

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo[00:01:48]

Khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo[00:01:53]

Chahatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:01:58]

Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:02:03]

Tere hi khwaab dekhna[00:02:30]

Teri hi raah taakna[00:02:33]

Tere hi vaaste hi hai meri har wafa[00:02:35]

Teri hi baat sochna[00:02:41]

Teri hi yaad odhna[00:02:43]

Tere hi vaaste hai meri har duaa[00:02:46]

Tera hi saath maangna[00:02:57]

Teri hi baah thaamna[00:02:59]

Mujhe jaana nahi kahin tere bina[00:03:02]

Tu mujhse phir na roothna[00:03:08]

Kabhi kahin na chhootna[00:03:10]

Mera koi nahi yahaan tere siva[00:03:13]

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo[00:03:18]

Khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo[00:03:23]

Chahatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:03:29]

Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo[00:03:34]