所属专辑:Aks
歌手: Lucky Ali
时长: 05:17
Mehboob - Lucky Ali[00:00:01]
Ek din aisa hua jo ke hona tha[00:00:32]
Aaya tere jahaan mein main [00:00:37]
Par mujhe na aana tha[00:00:40]
Marzi meri nahin thi na hi mera tha khayal[00:00:42]
Apney hone pe khud se karta hoon main sawaal[00:00:48]
Bahlaya pehle ye chand ne[00:00:53]
Suraj ne bhi phir muje aise lalchaaya[00:00:59]
Taare bhi chamak ke so gaye[00:01:04]
Jal jal ke koi bhi na yeh dil behla saka[00:01:09]
Par yeh masoom hai par itna bhi nahin[00:01:15]
Chand suraj sitaarey sabhi rehna nahin[00:01:20]
Gulshan hai tujhse yeh sou par [00:01:26]
Yeh tu hai nahin[00:01:28]
In sab se main khela magar[00:01:31]
Maine maana ye sanam nahin[00:01:33]
Teri hi wafa mein [00:01:36]
Hum aag se khelein[00:01:39]
Sehra hi paya humne yeh dariya cheer ke[00:01:42]
Ek teri hi khushi mein [00:01:47]
Hum kahan guzar gaye[00:01:50]
Arey kaunsi dagar hai aur kitne faasle[00:01:52]
Kaheen jagah waheen pe hai na[00:01:58]
Jahan pe dil ko khayal behlaate hain[00:02:03]
Nigaahon mein tu hi to hai naa[00:02:08]
Pukar sun le meri aey jaana[00:02:14]
Anjaanay saare yahan [00:02:20]
Kab tak main sahoon[00:02:22]
Jeene ki khatir dil badle to[00:02:25]
Main kuch kahoon[00:02:28]
Sun ne ko raazi ho to[00:02:30]
Main unke saath rahoon[00:02:33]
Har ek chamak ke peeche na[00:02:35]
Daudein to main sang chaloon[00:02:38]
Yeh badlein har pal chehra naya[00:02:41]
Aiyaari mein dekho kaise jhoomta jahan[00:02:46]
Darbadar bhataktey yahan wahaan[00:02:52]
Manzil hai kahin pe aur ye chal diye kahan[00:02:55]
Waqt nahin paayega tu [00:03:35]
Phat jaayegi zameen[00:03:38]
Kabhi na kabhi ye samjhegaa[00:03:40]
Tu mujhko hai yakeen[00:03:43]
Sachchaai se aankhein[00:03:46]
Firaana teri fitrat hai[00:03:48]
Maine to wohi kaha jo[00:03:51]
Kehna maqsad hai[00:03:54]
Duniya to duniya hai [00:03:56]
Duniya ki keemat nahin[00:03:59]
Surat teri achhi hai par seerat hai nahin[00:04:02]
Jeene ko to jo paaye bhi jeete hai magar[00:04:07]
Insaan hai tu khud apni na karta hai kadar[00:04:13]
Jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena [00:04:18]
Jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena [00:04:23]
Jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena [00:04:34]
Jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena jeena[00:04:45]