• 转发
  • 反馈

《Phir Se Ud Chala》歌词


歌曲: Phir Se Ud Chala

所属专辑:Rockstar (Original Motion Picture Soundtrack)

歌手: Mohit Chauhan

时长: 04:31

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Phir Se Ud Chala

Phir Se Ud Chala - Mohit Chauhan[00:00:00]

Written by:Mohit Chauhan[00:00:01]

Phir se ud chala[00:00:37]

Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale[00:00:39]

Door door log baag meelo'n door ye waadiyaan[00:00:44]

Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone[00:00:51]

Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho[00:00:58]

Kisi manzar par main ruka nahi[00:01:06]

Kabhi khud se bhi mein mila nahi[00:01:08]

Ye gila tto hai main khafa nahi[00:01:10]

Shehar ek se gaa'nv ek se[00:01:12]

Log ek se naam ek ooo[00:01:14]

Oh oh[00:01:19]

Phir se udd chala[00:01:26]

Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado[00:01:32]

Phir aa jaate hain[00:01:37]

Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine[00:01:42]

Tode hain chhode hain kyun[00:01:47]

Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun[00:01:52]

Oh oh[00:01:58]

Kabhi daal daal kabhi paat paat[00:02:06]

Mere saath saath phire dar dar ye[00:02:08]

Kabhi sehra kabhi saawan[00:02:10]

Banu raawan jeeyun mar mar ke[00:02:12]

Kabhi daal daal kabhi paat paat[00:02:14]

Kabhi din hai raat kabhi din din hai[00:02:16]

Kya sacch hai kya maaya[00:02:18]

Hai daata hai daata[00:02:20]

Idhar udhar titar bitar[00:02:32]

Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore[00:02:34]

Kheenche teri yaadein[00:02:39]

Teri yaadein teri ore[00:02:41]

Rang birange vehamon mein[00:03:09]

Main udta phiru[00:03:10]

Rang birange vehamon mein[00:03:17]

Main udta phiru[00:03:18]