所属专辑:A Decade of Love
时长: 05:01
Kyaa Dil Ne Kahaa (所述心脏) - Alka Yagnik/Udit Narayan/Himesh Reshammiya[00:00:00]
Kya dil ne kaha[00:00:14]
Kya dil ne kaha kya tumne suna[00:00:20]
Palke jhuki hai saanse ruki hai[00:01:00]
Koi hame pukare[00:01:02]
Anjani raahe thame hai baahe[00:01:08]
Ham hi nahi hamare oh yara[00:01:11]
Kya dil ne kaha kya tumne suna[00:01:16]
Kya dil ne kaha kya tumne suna[00:01:22]
Milate bichhadte yu chalte chalte[00:01:28]
Ham ho gaye tumhare[00:01:30]
Kaisa asar hai ham bekhabar hai[00:01:36]
Badle hai ye sitare oh yara[00:01:39]
Kya dil ne kaha kya tumne suna[00:01:44]
Kya dil ne kaha kya tumne suna[00:01:50]
Tanha tanha jite the khud se baate karte the[00:02:21]
Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the[00:02:26]
Tanha tanha jite the khud se baate karte the[00:02:32]
Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the[00:02:38]
Dil pe ye likhte rehte the[00:02:43]
Najare churana lage suhana bali umar hai jana[00:02:49]
Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna[00:02:54]
Jo dil ne kaha ha maine suna[00:03:02]
Oh mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori[00:03:31]
Bandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri[00:03:39]
Mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori[00:03:45]
Baandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri[00:03:50]
Rehne de thodi si duri[00:03:56]
Are teri to jane maine hai baandhe[00:04:01]
Saato janam ke dhage[00:04:04]
Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna[00:04:07]
Jo dil ne kaha ha maine suna[00:04:15]
Palke jhuki hai saanse ruki hai koi hame pukare[00:04:20]
Anjani raahe thame hai baahe ham hi nahi hamare[00:04:26]
Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna[00:04:32]
Jo dil ne kaha ha maine suna[00:04:40]