所属专辑:The Great Ghazals
歌手: Ashok Khosla
时长: 05:54
Kaun Jaane Ke - Ashok Khosla[00:00:00]
Written by:Zafar Gorakhpuri/Ashok Khosla[00:00:01]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:00:20]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:00:30]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:00:39]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:00:48]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:00:58]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:01:07]
Maine likha tha zarurat hain sahare ki mujhe[00:01:37]
Do sahara jo mujhe tum to inayat hogi[00:01:47]
Ik sahare ki tumhen bhi to zururat hogi[00:01:56]
Karlo samil mujhe aankhon ki nigehbani mein[00:02:06]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:02:15]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:02:24]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:02:34]
Main ne likha tha mera koi nahi duniya mein[00:03:04]
Maike aakash pe jaise koi baadal tanha[00:03:13]
Jaise basti ke kisi mod epe pi pal tanha[00:03:23]
Jaise murjaya hua koi kamal paani mein[00:03:32]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:03:41]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:03:50]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:03:59]
Maine likha tha magar ye mujhe malum na tha[00:04:25]
Main tumhein rooh ki jagir nahi likh sakta[00:04:34]
Khat to likh sakta hun taqdeer nahi likh sakta[00:04:43]
Bhul jaana[00:04:52]
Bhul jaana ke khata hogaie naadani mein[00:04:57]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:05:06]
Kaun jaane ki tumhen yaad bhi hai yaaki nahi[00:05:15]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:05:24]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:05:33]
Main ne ik khat tumhain likha tha pareshani mein[00:05:43]