• 转发
  • 反馈

《Raat Ka Nasha》歌词


歌曲: Raat Ka Nasha

所属专辑:Alfaaz

歌手: Anu Malik&K.S. Chithra

时长: 05:11

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Raat Ka Nasha

Raat Ka Nasha (陶醉于夜晚) - Anu Malik/K. S. Chitra[00:00:00]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:00:29]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:00:40]

Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi[00:00:46]

Aankhein to kholi magar sapna woh toda nahi[00:00:52]

Haan wahin woh wahin[00:00:58]

Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:01:03]

O raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi[00:01:09]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi[00:01:16]

Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon[00:02:02]

Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon[00:02:08]

Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon[00:02:19]

Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon[00:02:25]

Tera khyaal aaye to balkha ke pal jata hai[00:02:30]

Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai[00:02:36]

Haan wahin woh wahin[00:02:42]

Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:02:47]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:02:53]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:02:59]

Tere gale milne ke mausam bade hote hain[00:03:51]

Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain[00:03:57]

Ho tere gale milne ke mausam bade hote hain[00:04:08]

Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain[00:04:15]

Lambi si ik raat ho lamba sa ik din mile[00:04:20]

Bas itna sa jeena ho milan ki ghadi jab mile[00:04:26]

Haan wahin woh wahin[00:04:32]

Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:04:37]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:04:42]

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:04:49]