• 转发
  • 反馈

《Tajdar-E-Haram Coke Studio Season 8》歌词


歌曲: Tajdar-E-Haram Coke Studio Season 8

所属专辑:Tajdar-E-Haram Coke Studio Season 8

歌手: Atif Aslam

时长: 10:16

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Tajdar-E-Haram Coke Studio Season 8

Tajdar-E-Haram Coke Studio Season 8 - Atif Aslam[00:00:00]

Written by:Hakim Mirza Madnee/Maqbool Ahmad Sabri[00:00:01]

Qismat mein meri chain se jeena likh de[00:00:37]

Doobe naa kabhi mera safeena likh de[00:00:45]

Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye[00:00:59]

Ay kaatib e taqdeer madeena likh de[00:01:07]

Tajdaar e haram[00:01:35]

Tajdaar e haram ho nigaah e karam[00:01:43]

Tajdaar e haram ho nigaah e karam[00:01:50]

Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaenge[00:01:57]

Haami ye be kasaan kya kahega jahaan[00:02:04]

Haami ye be kasaan kya kahega jahaan[00:02:12]

Aap ke dar se khaali agar jaaenge[00:02:19]

Tajdaar e haram[00:02:26]

Tajdaar e haram[00:02:30]

Koyi apna nahin gham ke maare hain ham[00:02:41]

Koyi apna nahin gham ke maare hain ham[00:02:48]

Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham[00:02:55]

Ho nigaah e karam warna chaukhat pe ham[00:03:03]

Ho nigaah e karam warna chaukhat pe ham[00:03:10]

Aap ka naam le le ke mar jaaenge[00:03:17]

Tajdar e haram[00:03:32]

Tajdar e haram[00:03:35]

Kya tumse kahoon ay' arab ke kunwar[00:03:51]

Tum jaante ho man ki batiyaan[00:03:53]

Dar furqat e to ay ummi laqab[00:03:56]

Kaate nah kate hain ab ratiyaan[00:03:59]

Tori preet mein sudh budh sab bisri[00:04:01]

Kab tak yih rahegi be khabari[00:04:03]

Gaahe ba figan duzdeedah nazar[00:04:06]

Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan[00:04:08]

Aap ke dar se koyi na khaali gaya[00:04:10]

Aap ke dar se koyi na khaali gaya[00:04:15]

Aap ke dar se koyi na khaali gaya[00:04:20]

Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya[00:04:25]

O apne daaman ko bhar ke sawaali gaya[00:04:29]

Ho habeeb e hazeen[00:04:34]

Ho habeeb e hazeen par bhi aaqa nazar[00:04:36]

Warna auraaq e hasti bikhar jaaenge[00:04:41]

Ho habeeb e hazeen par bhi aaqa nazar[00:04:46]

Warna auraaq e hasti bikhar jaaen ge[00:04:51]

Tajdar e haram[00:04:56]

Tajdar e haram[00:04:58]

Mai kasho aao aao madeene chalein[00:05:10]

Madeene chalen[00:05:20]

Madeene chalen[00:05:21]

Madeene chalen[00:05:22]

Mai kasho aao aao madeene chalein[00:05:24]

Madeene chalen[00:05:35]

Madeene chalen[00:05:35]

Madeene chalen[00:05:37]

Aao madeene chalen[00:05:41]

Aao madeene chalen[00:05:43]

Isi maheene chalen[00:05:45]

Aao madeene chalen[00:05:48]

Aao madeene chalen[00:05:50]

Aao madeene chalen[00:05:52]

Isi maheene chalen[00:05:55]

Aao madeene chalen[00:05:57]

Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein[00:06:00]

Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein[00:06:05]

Nigaah e shauq ki hai intiha madeene mein[00:06:09]

Nigaah e shauq ki hai intiha madeene mein[00:06:14]

Gham e hayaat nah khauf e qaza madeene mein[00:06:19]

Gham e hayaat nah khauf e qaza madeene mein[00:06:24]

Namaaz e ishq karenge ada madeene mein[00:06:28]

Namaaz e ishq karenge ada madeene mein[00:06:33]

Ba raah e raast hai raah e khuda madeene mein[00:06:38]

Aao madeene chalen[00:06:45]

Aao madeene chalen[00:06:48]

Isi maheene chalen[00:06:50]

Aao madeene chalen[00:06:52]

Mai kasho aao aao madeene chalen[00:06:56]

Mai kasho aao aao madeene chalen[00:07:01]

Dast e saaqi ye kausar se peene chalen[00:07:05]

Dast e saaqi ye kausar se peene chalen[00:07:10]

Yaad rakkho agar[00:07:15]

Yaad rakkho agar[00:07:17]

Yaad rakkho agar[00:07:19]

Yaad rakkho agar[00:07:22]

Uṭ h gayi ik nazar[00:07:24]

Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge[00:07:27]

Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar[00:07:32]

Woh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge[00:07:36]

Tajdar e haram[00:07:41]

Tajdar e haram[00:07:43]

Khauf e toofaan hai bijliyon ka hai ḍ ar[00:08:05]

Khauf e toofaan hai bijliyon ka hai ḍ ar[00:08:10]

Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham[00:08:15]

Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham[00:08:19]

Aap hi gar na lenge hamaari khabar[00:08:25]

Ham museebat ke maare kidhar jaaenge[00:08:29]

Aap hi gar na lenge hamaari khabar[00:08:34]

Ham museebat ke maare kidhar jaaenge[00:08:39]

Taajdar e haram[00:08:44]

Taajdar e haram[00:08:46]

Ya mustafa ya mujtaba irham lana irham lana[00:08:48]

Dast e hamah be chaara ra[00:08:53]

Daamaan tu hi daamaan tu hi[00:08:56]

Man' aasi yam man' aajiz am[00:08:58]

Man be kas am haal e mara[00:09:00]

Pursaan to ye pursaan to ye[00:09:03]

Pursaan to ye pursaan to ye[00:09:05]

Ay mushk bed' ambar fishaan[00:09:08]

Paik e naseem e subh dam[00:09:10]

Ay chaarah gar' eesa nafas[00:09:12]

Ay moonis e beemaar e gham[00:09:15]

Ay qaasid e farkhundah pah[00:09:17]

Tujh ko usi gul ki qasam[00:09:20]

In nalti ya reeh as saba[00:09:22]

Yauman ila ard il haram[00:09:24]

Balligh salaami raudatan[00:09:27]

Feeh an nabi yul mohtaram[00:09:29]

Taajdaar e haram ho nigaah e karam[00:09:32]

Taajdaar e haram ho nigaah e karam[00:09:37]

Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge[00:09:41]

Haami ye be kasaan kya kahega jahaan[00:09:46]

Haami ye be kasaan kya kahega jahaan[00:09:51]

Aap ke dar se khaali agar jaaen ge[00:09:56]

Taajdaar e haram[00:10:01]

Taajdaar e haram[00:10:03]

Taajdaar e haram[00:10:05]