所属专辑:Lounge Bollywood
时长: 05:11
Raat Ka Nasha (陶醉于夜晚) - Anu Malik/K.S. Chitra[00:00:00]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:00:30]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:00:41]
Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi[00:00:47]
Aankhein to kholi magar sapna woh toda nahi[00:00:53]
Haan wahin woh wahin[00:00:59]
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:01:04]
O raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi[00:01:09]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi[00:01:16]
Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon[00:02:03]
Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon[00:02:08]
Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon[00:02:20]
Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon[00:02:26]
Tera khyaal aaye to balkha ke pal jata hai[00:02:31]
Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai[00:02:37]
Haan wahin woh wahin[00:02:43]
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:02:48]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:02:53]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:03:00]
Tere gale milne ke mausam bade hote hain[00:03:52]
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain[00:03:58]
Ho tere gale milne ke mausam bade hote hain[00:04:09]
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain[00:04:15]
Lambi si ik raat ho lamba sa ik din mile[00:04:21]
Bas itna sa jeena ho milan ki ghadi jab mile[00:04:26]
Haan wahin woh wahin[00:04:32]
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin[00:04:38]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:04:43]
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin[00:04:49]