• 转发
  • 反馈

《Hawayein》歌词


歌曲: Hawayein

所属专辑:Hawayein (From ”Jab Harry Met Sejal”)

歌手: Pritam&Arijit Singh

时长: 04:50

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Hawayein

Hawayein (眼泪) (From "Jab Harry Met Sejal") - Pritam/Arijit Singh[00:00:00]

Written by:Pritam Chakraborty/Irshad Kamil[00:00:00]

Tujhko main rakh loon wahaan[00:00:23]

Jahaan pe kahin[00:00:29]

Hai mera yaqeen[00:00:33]

Main jo tera naa huaa[00:00:38]

Kisi ka nahin[00:00:45]

Kisi ka nahin[00:00:49]

Le jaayein jaane kahaan[00:00:52]

Hawayein hawayein[00:00:54]

Le jaayein tujhe kahaan[00:00:56]

Hawayein hawayein[00:00:58]

Begaani hai yeh baaghi[00:01:00]

Hawayein hawayein[00:01:02]

Le jaaye mujhe kahan[00:01:04]

Hawayein hawayein[00:01:06]

Le jaayein jaane kahaan na mujhko khabar[00:01:07]

Na tujhko pataa[00:01:11]

Banaati hai jo tu[00:01:53]

Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale[00:01:57]

Inhi mein to meri[00:02:01]

Subah bhi dhalein[00:02:05]

Shamein dhalein[00:02:06]

Mausam dhalein[00:02:07]

Khayalon ka shehar[00:02:08]

Tu jaane tere hone se hi aabaad hai[00:02:12]

Hawayein haq mein[00:02:16]

Wohi hai aate jaate jo tera naam le[00:02:20]

Deti hain jo sadayein[00:02:24]

Hawayein hawayein[00:02:26]

Na jaane kya batayein[00:02:27]

Hawayein hawayein[00:02:29]

Le jaaye tujhe kahaan[00:02:31]

Hawayein hawayein[00:02:33]

Le jaaye mujhe kahaan[00:02:35]

Hawayein hawayein[00:02:37]

Le jaayein jaane kahaan na mujhko khabar[00:02:39]

Naa tujhko pataa[00:02:43]

Chehra kyun milta tera[00:03:06]

Yun khwabon se mere[00:03:13]

Ye kya raaz hai[00:03:17]

Kal bhi meri na thi tu[00:03:22]

Naa hogi tu kal[00:03:28]

Meri aaj hai[00:03:32]

Teri hai meri saari wafayein wafayein[00:03:36]

Maangi hai tere liye duaayein duaayein[00:03:40]

Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein[00:03:43]

Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein[00:03:47]

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein[00:03:51]

Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein[00:03:55]

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein[00:03:59]

Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein[00:04:03]

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein[00:04:06]

Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein[00:04:10]

Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein[00:04:14]

Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein[00:04:18]