• 转发
  • 反馈

《Hasraten Hai Bahut Magar(With Jhankar Beats)》歌词


歌曲: Hasraten Hai Bahut Magar(With Jhankar Beats)

所属专辑:Best of Nadeem Shravan Songs (With Jhankar Beats)

歌手: Kumar Sanu&Sadhana Sargam

时长: 06:27

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Hasraten Hai Bahut Magar(With Jhankar Beats)

Hasraten Hai Bahut Magar (With Jhankar Beats)(From "Aatish") - Kumar Sanu/Sadhana Sargam[00:00:00]

Written by:Sameer/Nadeem - Shravan[00:00:00]

Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:01:06]

Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:01:15]

Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon[00:01:23]

Khwayishein hai bahut magar tumse main kya kahoon[00:01:31]

Khwayishein hai bahut magar tumse main kya kahoon[00:01:39]

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon[00:01:48]

Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:01:56]

Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon[00:02:04]

Jaan e wafa jaan e jahan[00:02:46]

Aisi ada hogi kahan[00:02:50]

Dekha sanam maine tujhe behke mere kadam[00:02:54]

Aankhein mili palkein jhuki[00:03:06]

Jadoo jaga saansein ruki[00:03:10]

Aise mujhe chedo na tum aaye badi sahram[00:03:15]

Chahatein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:03:23]

Chahatein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:03:31]

Leke baahon mein main tumhe pyaar karta rahoon[00:03:39]

Khwayishein hai bahut magar tumse main kya kahoon[00:03:48]

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon[00:03:56]

Bechain main hone lagi[00:04:39]

Jaane kahan khone lagi[00:04:44]

Khusboo bina mehka badan chaane laga nasha[00:04:48]

Maine kaha tune suna[00:05:00]

Dhadkan bani dil ki zubaan[00:05:04]

Tanha yahan hum jo mile aane laga maza[00:05:08]

Aarzoo hai bahut magar tumse main kya kahoon[00:05:17]

Aarzoo hai bahut magar tumse main kya kahoon[00:05:25]

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon[00:05:33]

Hasratein hain bahut magar tumse main kya kahoon[00:05:42]

Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon[00:05:50]

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon[00:05:58]

Leke baahon mein main tujhe pyaar karta rahoon[00:06:06]

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon[00:06:15]