所属专辑:Meherbaan
歌手: Sourabhee
时长: 04:17
Kal Nahin Tha Woh - Sourabhee[00:00:00]
Written by:Mehboob/A.R. Rahman/Ajay Singha[00:00:00]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:00:28]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:00:33]
Kahin yeh khwaab to nahin[00:00:38]
Kahin yeh pyaar to nahin[00:00:41]
Hardam aas ho gayi kyoon mann mein[00:00:44]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:00:50]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:00:55]
Yeh kya haal ho gaya[00:01:00]
Mujhko yeh kya ho gaya[00:01:03]
Hardam aas ho gayi kyoon mann mein[00:01:06]
Hai khuda bhi kahan maa ki mamta bina[00:01:28]
Swapn aate nahin pyaar jaage bina[00:01:34]
Hai kahan yeh mohabbat chaahaton ke bina[00:01:39]
Ke bina[00:01:44]
Dhadkanon ki zubaan dhadkanon ne suni[00:01:44]
Uth raha hai dhuaan aag to hai vahin[00:01:50]
Pyaar milta jahan par zindagi hai vahin[00:01:55]
Hai vahin[00:02:00]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:02:01]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:02:06]
Kahin yeh khwaab to nahin[00:02:11]
Kahin yeh pyaar to nahin[00:02:13]
Hardam aas ho gayi kyoon mann mein[00:02:16]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:02:23]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:02:28]
Aasmaan hai jahan hai sitaarein vahan[00:02:56]
Chaandni hai jahan chandra ma hai vahan[00:03:01]
Manzilein hai vahin pe pyaar hota jahan[00:03:06]
Hota jahan[00:03:11]
Pyaar ki raah mein aap jo mil gaye[00:03:12]
Raah mein hazaaron deep kyoon jal gaye[00:03:17]
Aaj kyoon mere mann mein phool khil gaye[00:03:23]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:03:28]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:03:33]
Kahin yeh khwaab to nahin[00:03:38]
Kahin yeh pyaar to nahin[00:03:41]
Hardam aas ho gayi kyoon mann mein[00:03:44]
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh[00:03:50]
Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe[00:03:55]
Yeh kya haal ho gaya[00:04:00]
Mujhko yeh kya ho gaya[00:04:03]
Hardam aas ho gayi kyoon mann mein[00:04:05]