所属专辑:Leisure Time
歌手: Mohammed Rafi
时长: 03:17
Ab Kya Misal Doon - Mohammed Rafi[00:00:00]
Written by:Roshan/Majrooh[00:00:02]
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki[00:00:11]
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki[00:00:21]
Ab kya misaal doon[00:00:30]
Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor[00:00:44]
Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor[00:00:54]
Gardan hai ek jhuki hui daali daali gulab ki[00:01:02]
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki[00:01:14]
Ab kya misaal doon[00:01:23]
Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe[00:01:39]
Chhule kadam to jhukke na phir aasman uthe[00:01:49]
Sau baar jhilmilaye shama shama aaftab ki[00:01:58]
Ab kya misaal doon[00:02:09]
Deewar o dar ka rang yeh aanchal yeh pairhan[00:02:23]
Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan[00:02:32]
Tasveer ho tumhi mere jannat ki jannat ke khwab ki[00:02:42]
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki[00:02:53]
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki[00:03:02]
Ab kya misaal doon[00:03:12]