• 转发
  • 反馈

《Saanson Ke》歌词


歌曲: Saanson Ke

所属专辑:Raees

歌手: Walking

时长: 04:02

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Saanson Ke

Saanson Ke - Raees[00:00:00]

Saanson ke kisi ek mod par[00:00:18]

Mili thi tu zindagi[00:00:26]

Meri dost bann ke[00:00:31]

Chal diya teri baat maan kar[00:00:37]

Tera haath thaam kar[00:00:44]

Tujhe saathi chunn ke[00:00:49]

Main kis manzil ka raahi hoon[00:00:54]

Tu kinn raahon pe laayi hai[00:00:58]

Samajh paaun na main tujhko[00:01:02]

Naa tu mujhko[00:01:07]

Jo na manzoor hai mujhko[00:01:12]

Wohi manzoor hai tujhko[00:01:16]

Samajh paaun na main tujhko[00:01:21]

Naa tu mujhko[00:01:25]

Jo le liya tha tune faisla[00:02:08]

Zameen pe aasmaan mein rakh diya[00:02:17]

Main chhaaon mein lapete dhoop ko[00:02:26]

Kahaa jo tune kehna kar diya[00:02:35]

Chalaa main apni manzil ko[00:02:43]

Ja tu bhi laut ja ghar ko[00:02:48]

Samajh paaun naa main tujhko[00:02:52]

Naa tu mujhko[00:02:57]

Jo na manzoor hai mujhko[00:03:01]

Wohi manzoor hai tujhko[00:03:06]

Samajh paaun naa main tujhko[00:03:11]

Naa tu mujhko[00:03:15]