• 转发
  • 反馈

《Jab Hum Chhote The》歌词


歌曲: Jab Hum Chhote The

所属专辑:Sunoh

歌手: Lucky Ali

时长: 04:21

播放 下载lrc歌词 下载纯文本歌词

Jab Hum Chhote The

Jab Hum Chhote The - Lucky Ali[00:00:00]

Written by:Vinay Bihari[00:00:00]

Jab hum chote hote the[00:00:23]

Socha thi ki yeh aisa hoga[00:00:30]

Yeh zamaana kyon aisaa hai meri jaan[00:00:35]

Ab hum bade ho gaye[00:00:46]

Dekha hai ki yeh aisaa hai[00:00:54]

Yeh zamaana kyon aisaa hai meri jaan[00:00:58]

Rastey hain wohi hai to pyaar ki kameen[00:01:09]

Main jo dhoondta hoon mile kahan[00:01:17]

Yeh kal to ek bahaana zamaana[00:01:23]

Sab ko kuch na kuch kar ke dikhana[00:01:28]

Gulshanon ki kamee hai kamee hai[00:01:32]

Zindagi kaaton se bani hai[00:01:36]

Nafratein bhi hain yaheen[00:01:39]

Aur pyaar ki kamee[00:01:43]

Rahi dhoonde kya tu ab yahan[00:01:47]

Badley mausam badley hum[00:02:02]

Jaane ab anjaane ho gaye[00:02:10]

Jaan kar hum ho gaye anjaan[00:02:14]

Josh zyaada hosh kam[00:02:25]

Hairaan hain pareshaan hai sab[00:02:33]

Qayamat nahin to yeh kya hai meri jaan[00:02:36]

Yeh zameen yeh aasmaan phir milenge do jahaan[00:02:48]

Banega phir se nayaa aashiyaan[00:02:56]

Imtihaan ki ghadi hai saji hai[00:03:02]

Jaise yeh din raat se judi hai[00:03:07]

Jisne jaana usi ne pehchaana[00:03:11]

Sadaa yeh dil ki usi ne suni hai[00:03:15]

Raaste khule vaheen[00:03:19]

Hai nayi ye zindagi[00:03:22]

Rahi chal diya hai tu ab kahaan[00:03:26]