所属专辑:Jagjit Singh: Forever Remembered
时长: 04:57
Zindagi Kya Hai - Jagjit Singh/Gulzar[00:00:00]
Written by:Jagjit Singh/Gulzar[00:00:01]
Aadami bulbula hain paani ka[00:00:02]
Aur paani ki behati satreh par[00:00:05]
Tut ta bhi hain dubta bhi hain[00:00:08]
Phir ubharta hain phir se behta hain[00:00:11]
Na samandar nigal saka isko[00:00:15]
Na dawarikh tod paayi hain[00:00:18]
Waqt ki moz par sadda behta[00:00:22]
Aadami bulbula hain paani ka[00:00:24]
Zindagi kya hai jaanne ke liye[00:00:36]
Zinda rehna bahot jaroori hai[00:00:45]
Aaj tak koi bhi raha to nahin[00:00:53]
Saari waadi udas baithi hai[00:01:10]
Mausam e gul ne khudkashi karli[00:01:18]
Kisne barood boya baagon mein[00:01:26]
Aao hum sab pehenle aaine[00:01:43]
Saare dekhenge apna hi chehra[00:01:51]
Sabko saarein haseen lagenge yahan[00:02:00]
Hai nahin jo dikhaii deta hai[00:02:28]
Aaine par chapa huwa chehra[00:02:37]
Tarjumah aaine ka thik nahin[00:02:45]
Humko ghalib ne yeh duwa di thi[00:03:01]
Tum salamat raho hazar baras[00:03:10]
Yeh baras to faqat dino mein gaya[00:03:18]
Lab tere mir ne bhi dekhe hai[00:03:35]
Pankhari ek gulab ki si hai[00:03:44]
Baat sunte to ghalib ho jaate[00:03:51]
Aise bikhre hai raat din jaise[00:04:08]
Motiyon wala haar tuth gaya[00:04:17]
Tumne mujhko pidoke rakha tha[00:04:25]
Tumne mujhko pidoke rakha tha[00:04:34]