所属专辑:Khazana
歌手: Various Artists
时长: 06:08
Phir Se Mausam Bahaaron Ka (Edit) - Various Artists (欧美群星)[00:00:00]
Written by:Pamela Singh/Zahid Kuwaiti[00:00:02]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:00:47]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:00:53]
Phir se rangeen zamana badal jaayega[00:00:58]
Ab ke bazmein charaga sajayenge hum[00:01:03]
Ab ke bazmein charaga sajayenge hum[00:01:08]
Ye bhi armaan dil ka nikal jaayega[00:01:13]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:01:18]
Fiki fiki se kyun shaame maikhana hain[00:01:39]
Luft pee saqi bhi kam khali paimaana hain[00:01:44]
Fiki fiki se kyun shaame maikhana hain[00:01:53]
Luft pee saqi bhi kam khali paimaana hain[00:01:58]
Apni nazaro hi se kuchh peela dijiye[00:02:03]
Apni nazaro hi se kuchh peela dijiye[00:02:08]
Rang mehfil ka khud hi badal jaayega[00:02:13]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:02:19]
Aazmaayenge apne muqaddar ko hum[00:02:45]
Karke tumse bayaan dastaane alam[00:02:50]
Aazmaayenge apne muqaddar ko hum[00:02:58]
Karke tumse bayaan dastaane alam[00:03:03]
Ho na ho hum pe unki nigahe karam[00:03:09]
Ho na ho hum pe unki nigahe karam[00:03:14]
Dil ka armaan to apne nikal jaayega[00:03:19]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:03:25]
Aap karde jo mujhpe nigahe karam[00:03:46]
Meri ulfat ka reh jaayega kuchh bharam[00:03:51]
Aap karde jo mujhpe nigahe karam[00:03:59]
Meri ulfat ka reh jaayega kuchh bharam[00:04:04]
Ye fasana to mera rahega yunhi[00:04:10]
Ye fasana to mera rahega yunhi[00:04:15]
Sirf urvaan iska badal jaayega[00:04:20]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:04:25]
Aapne dil jo jaahid ka toda to kyaa[00:04:51]
Aapne uski duniya ko chhoda to kyaa[00:04:57]
Aapne dil jo jaahid ka toda to kyaa[00:05:05]
Aapne uski duniya ko chhoda to kyaa[00:05:10]
Aap itane to aakhir pareshaan na ho[00:05:15]
Aap itane to aakhir pareshaan na ho[00:05:20]
Woh sambhalte sambhalte sambhal jaayega[00:05:26]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:05:31]
Phir se rangeen zamana badal jaayega[00:05:36]
Ab ke bazmein charaga sajayenge hum[00:05:41]
Ye bhi armaan dil ka nikal jaayega[00:05:46]
Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain[00:05:52]