所属专辑:Aur Kya Ahede Wafa Hote Hain
时长: 04:53
Mana Teri Nazar Mein (From "Ahista Ahista") - Sulakshana Pandit[00:00:00]
Written by:Khayyam/Naqsh Layalpuri[00:00:01]
Mana teri nazar me[00:00:24]
Tera pyar hum nahi[00:00:33]
Mana teri nazar me tera pyar hum nahi[00:00:45]
Kaise kahe ke tere[00:00:55]
Kaise kahe ke tere talabgar hum nahi[00:01:00]
Mana teri nazar me[00:01:11]
Tan ko jalake rakh banaya bichha diya[00:01:32]
Tan ko jalake rakh banaya bichha diya[00:01:47]
Lo ab tumhari raah me deewar hum nahi[00:01:58]
Lo ab tumhari raah me deewar hum nahi[00:02:08]
Mana teri nazar me[00:02:18]
Jisko nikhara humne tamanna ke khunse[00:02:39]
Jisko nikhara humne tamanna ke khunse[00:02:49]
Gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi[00:03:00]
Gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi[00:03:10]
Mana teri nazar me[00:03:20]
Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par[00:03:41]
Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par[00:03:57]
Ye kis tarah kahe ke gunhegar hum nahi[00:04:07]
Mana teri nazar me tera pyar hum nahi[00:04:17]
Kaise kahe ke tere[00:04:28]
Kaise kahe ke tere talabgar hum nahi[00:04:33]
Mana teri nazar me[00:04:43]