所属专辑:Pyar Ki Baatein
歌手: Harendra Khurana
时长: 06:00
Saqiya Sharab De - Harendra Khurana[00:00:00]
Written by:Kuldeep Singh[00:00:02]
Rut badi haseen hain[00:00:23]
Tohfa e shabab de[00:00:30]
Saqiya sharab de[00:00:39]
Saqiya sharab de[00:00:44]
Rut badi haseen hain[00:00:58]
Tohfa e shabab de[00:01:03]
Saqiya sharab de[00:01:08]
Saqiya sharab de[00:01:13]
Saqiya sharab de[00:01:18]
Saqiya sharab de[00:01:23]
Uthi hain jhoomkar ghata[00:01:42]
Machalke tu bhi jaam utha[00:01:46]
Haseen rut ka wasta[00:01:51]
Nazar milake hosh utha[00:01:56]
Fizza bhi khush ghawaar hain[00:02:01]
Bahar hi bahaar hain[00:02:06]
Kali kali pe husn hain[00:02:11]
Ghulo pe bhi nikhaar hain[00:02:15]
Ye doar hain shabaab ka[00:02:25]
Haseen inqalaab ka[00:02:30]
Ye saaqi aise dor mein[00:02:35]
Tu jaam de sharaab ka[00:02:40]
Sharaab mein wo rang ho[00:02:50]
Jawaan har umang ho[00:02:54]
Peelade is adda se tu[00:02:59]
Zamana saara tang ho[00:03:04]
Naseeb jo sanwaar de[00:03:09]
To husn lajawaab de[00:03:14]
Saqiya sharab de[00:03:19]
Saqiya sharab de[00:03:24]
Saqiya sharab de[00:03:29]
Saqiya sharab de[00:03:34]
Har ek jubaan pe saaqiya[00:03:58]
Tera hi aaj naam ho[00:04:02]
Peela peela peelaye jaa[00:04:07]
Peelana tera kaam ho[00:04:12]
Peela de aaj is kadar[00:04:17]
Nasha na utare umra bhar[00:04:22]
Na gham ka ho kis ko gham[00:04:27]
Woh masti o ka ho asar[00:04:32]
Badal de dore jaam mein[00:04:41]
Tu gardishe hayaat ko[00:04:46]
Tu ghol de sharaab mein[00:04:51]
Khushi ki kaynaat ko[00:04:56]
Na fikra kar gunaah ki[00:05:06]
Nahi gunaah main kashi[00:05:10]
Hain maikashi to saqiya[00:05:15]
Sharaabi o ki bandagi[00:05:20]
Na fikra kar hisaab ki[00:05:25]
Tu aaj behisaab de[00:05:30]
Saqiya sharab de[00:05:35]
Saqiya sharab de[00:05:40]
Saqiya sharab de[00:05:45]
Saqiya sharab de[00:05:50]