所属专辑:Baazi (1951)
歌手: Geeta Dutt
时长: 02:27
Ye Kaun Aaya - Geeta Dutt[00:00:00]
Written by:DR[00:00:10]
Yeh kaun aaya[00:00:21]
Yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi[00:00:27]
Yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi[00:00:35]
Yeh kaun aaya[00:00:44]
Achanak yeh mere hatho me kiska hath aaya hai[00:00:58]
Na mai janu na dil jane woh apna ya paraya hai[00:01:07]
Yeh kaun aaya ke mai apni hi dhadkan sunke sharmayi[00:01:16]
Yeh kaun aaya[00:01:24]
Dulhan ban ke jawani ki umange gungunati hai[00:01:39]
Bata hai kaun aankho me ke aankhe muskurati hai[00:01:47]
Bikhar ke kiski baaho se yeh meri julf laharayi[00:01:56]
Yeh kaun aaya[00:02:05]
Yeh kaun aaya ke mere dil ki duniya me bahar aayi[00:02:10]
Yeh kaun aaya[00:02:19]