所属专辑:Adam Aur Eve
歌手: Pardhaan
时长: 03:06
Adam Aur Eve - Pardhaan[00:00:00]
Written by:Harry Cheema/Pardhaan[00:00:00]
Sochne ki baat hai[00:00:24]
Mera vartmaan kya hai[00:00:25]
Parichay ya Pardhaan[00:00:27]
Mera asli naam kya hai[00:00:28]
Madad karun ya maangu[00:00:30]
Asmanjas mein hun[00:00:31]
Samjhdari mere liye ye kaam naya hai[00:00:32]
Phir bhi ab yehi karunga[00:00:35]
Chhod ke laaparwahi[00:00:37]
Ye neend bigaad deti sabkuch khaamkha hi[00:00:38]
Main toh haan mein haan hi milayi thi sabki[00:00:41]
Lekin mere apno ne hi di mere khilaaf gawahi[00:00:44]
Mukadma tha har kisi ka saah dene ka[00:00:47]
Sammaan mein kami nahi beshak ho dusre kheme ka[00:00:50]
Jinko jinko maine ache samay se milaya[00:00:53]
Aaj unke paas nahi waqt mujhe dene ka[00:00:56]
Maamuli main par har koi mere liye khaas hai[00:00:59]
Abhi bhi mujhe vishwaas par vishwaas hai[00:01:02]
Nafraton ko nazarandaaz karke[00:01:05]
Puri duniya se dhakke khake phuncha tere paas main[00:01:08]
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de[00:01:11]
Jab bhi sochun rukne ka[00:01:15]
Mere kadam khud b khud chal dein chal dein[00:01:17]
Adam aur Eve ki tarah[00:01:20]
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de[00:01:23]
Jab bhi sochun rukne ka[00:01:26]
Mere kadam khud b khud chal dein chal dein[00:01:28]
Adam aur Eve ki tarah[00:01:32]
Dimag jam chuka zubaan jali padi[00:01:34]
Shayri anginat raddi mein hai padi[00:01:37]
Hadbadi mein ye sab likh raha hun beshak[00:01:40]
Meri mehnat se meri kismat ladi padi[00:01:42]
Lekin samjhota karaana mera farz hai[00:01:45]
Gale milna ilaaj chahe jaisa bhi marz hai[00:01:49]
Yehi toh tarz hai[00:01:52]
Sur mile mera tumahara maafi maang lo[00:01:53]
Ya kardo maaf kya harz hai[00:01:55]
Itni galatfehmiyan le jaoge kaha tum[00:01:58]
Ye duniya choti si mujhko paoge har jagah tum[00:02:00]
Par kaise bhala tum mujhse bhale banoge[00:02:03]
Usko chori kehte jisko samjhte ho kala tum[00:02:06]
Chalo chhodo chugalkhoro ki baat ko[00:02:10]
Aaj nahi toh kal sudhar jayenge haalat toh[00:02:12]
Par apko saath dena hoga harpal[00:02:15]
Khud aana hoga bhejna na kisi saanp ko[00:02:18]
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de fal de[00:02:21]
Jab bhi sochun rukne ka[00:02:25]
Mere kadam khud b khud chal dein[00:02:27]
Adam aur Eve ki tarah mujhe bhi fal de[00:02:33]
Jab bhi sochun rukne ka[00:02:36]
Mere kadam khud b khud chal dein[00:02:38]